🇮🇳 Restaurant · Cafe · Dhaba · Mithai dukaan

QR se order. Counter par billing. Google par review.

Customer phone se scan karke order kare, order seedha kitchen tak. Counter par POS se table, parcel ya mithai ka bill — GST ke saath. Koi commission nahi, koi app download nahi.

Card nahi chahiye Phone OTP login 3 bhasha
Table 5 · QR se 2 item jude
suchiscan.com · Naya Order (POS)
SuchiScan POS
SuchiScan QR menu
🖨️ KOT kitchen tak pahuncha
Demo restaurant · namoona data
3bhasha · Hinglish, हिंदी, English
0%commission har order par
15 dinfree trial, card nahi
2 minmein signup, phone OTP se
Koi app download nahi Zero commission KOT + bill print GST bill Google review mein madad Laptop · Phone · App
Smart POS + QR

Festival ki bheed ho ya staff kam? Customer khud apna order daalein.

SuchiScan ke smart POS se customer table ka QR scan karte hain aur order seedha aapke system mein — na parchi, na bhaag-daud, na galti.

Aapke counter ke saath chalta haiStaff POS par table ka order daale, aur usi table ke customer QR se aur item jodte rahein — sab apne aap usi chalu order aur usi bill mein.
Har naya item kitchen takHar naye item ka naya KOT, aur Live chip batata hai agar koi KOT abhi kitchen tak nahi pahuncha.
Ek table, ek billQR aur POS wale item par nishaan rehta hai — pata rehta hai kisne kya joda. Phir ek bill, ek payment.
📱Guest · QR"+ 2 Naan"🧾Staff · POS"Paneer Tikka"🛎️ ReceptionTABLE 5Ek hi orderEk hi bill#A17 · ₹820👨‍🍳KitchenKOT + beep
QR aur POS — dono se aaya item usi table ke usi order mein, seedha kitchen tak.
Restaurant mein

Aise chalta hai SuchiScan

Table par QR, counter par POS — dono saath.

Customer table par rakhe SuchiScan QR stand ko scan karke phone par menu dekh rahi hai
1. Customer khud order kareTable par QR scan, phone par menu — bina app, bina intezaar.
Restaurant counter par laptop par billing karte hue manager
2. Counter par POSTable, parcel, counter — bill aur KOT ek jagah.
Features

Ek software, poora kaam

Order lene se lekar bill, stock aur review tak — chaar hisson mein.

Customer order

Table par QR, ghar se Online link.

  • Half / Full plate
  • Live order tracking
  • Delivery / Pickup
  • Table PIN se surakshit

Counter + Kitchen

POS se khud order punch karein.

  • Table · Parcel · Counter
  • Tez search — "bpm" = Butter Paneer Masala
  • KOT — pahuncha ya nahi, Live chip batata hai
  • Kitchen screen, beep ke saath

Smart Reviews

Khush customer Google par review likhe.

  • 3 bhasha mein review draft
  • Naraaz customer private bataye
  • Complaint par turant alert
  • Google ke niyam ke andar

Hisaab-kitaab

Bill se CA tak, sab saaf.

  • GST bill, apni bill series
  • Discount, Round off
  • Sales report — dish-wise
  • CA ke liye CSV

Aur bhi bahut kuch

Jo roz ke kaam mein sach mein kaam aata hai.

Menu khud badleinDaam, photo, dish chhupao / dikhao — turant customer tak
Menu hum bana dengePurane menu ki PDF / photo bhejein — SuchiScan team daal degi
Print-ready QR cardHar table ka alag QR — chhota sticker ya bada table-card
Staff ka alag loginKitchen aur Reception sirf PIN se — daam badalna sirf owner
Bill aur KOT printThermal ya normal printer se
Table Lock + PINBill ke baad table band; ajnabi kisi aur ke order mein nahi jod sakta
Offers aur Blind gift% chhoot, flat, free dish, ya "surprise dabba"
PDF menuChhapne layak sundar menu, kai design
Teen bhashaCustomer aur staff — Hinglish · हिंदी · English
App ki tarah installLaptop / phone par icon, alag window
Har order par alertBeep + phone notification, kisi bhi page par
Tez menuDobara scan par menu turant
🍬 Dukaan add-on

Mithai, namkeen, bakery — sab saath mein.

  • Kg / piece / dibba — wazan ke button (250g · 500g · 1kg)
  • "₹100 ka de do" — rakam se wazan apne aap
  • Stock — maal aaya, wastage, kam-stock chetavni
  • Turant bill — Cash / UPI / Card, bill + packing parchi
  • Counter QR — customer khud order kare, counter par paisa de
  • GST rate aur HSN item-wise

Sirf dukaan chalate hain? "Sirf Dukaan" mode — kitchen aur table ke bina.

Asli POS screen — Dukaan item
SuchiScan POS
Kaju Katli · 500g₹1,000 / kg
₹500
Peda · ₹100 ka₹400 / kg → 250g
₹100
Turant bill · ₹600 · UPI
Shuruaat

Shuru karna aasaan

Teen kadam — aaj hi.

Phone OTP se signup

Restaurant ka naam aur mobile number. 15 din ka free trial turant.

Menu daalein

Khud type karein, ya purane menu ki PDF / photo humein bhejein.

QR chhapein, order lein

Table par QR lagaayein. Counter par POS chalu.

Calculator

SuchiScan se kya badlega — apne number se dekhiye

Customer khud QR se order de to waiter ko har table par order likhna, kitchen tak le jaana aur dohrana nahi padta. Waiter ki zaroorat khatam nahi hoti — wo samay seva mein lagta hai.

Roz staff ka bacha samay2 ghante 40 minMahine bhar mein80 ghante
🙏 Customer se baat, paani, seva
🧾 Jaldi bill, jaldi table khaali
🧹 Saaf table, agla customer jaldi baithe
🎉 Rush / festival mein kam bhaag-daud

Andaza aapke daale number se. Staff wahi rehta hai — bas order likhne ka kaam kam, seva ka samay zyada.

Plans

Jo chahiye, wahi lijiye

Daam jaanne ke liye WhatsApp karein — aapke restaurant ke hisaab se sahi plan batayenge.

Restaurant ke liye best

Combo

Dine-in restaurant, cafe, dhaba
  • QR menu se order + live tracking
  • POS — Table / Parcel / Counter
  • Kitchen screen + KOT
  • Bill, GST bill, Sales report
  • Staff login (Kitchen / Reception)
  • Smart Reviews
15 din free
Free trial shuru karein

Sirf Reviews

Jo abhi QR ordering nahi chahte
  • Counter / table par Review QR
  • 3 bhasha mein review draft
  • Private complaint + alert
  • Reviews page — aaj / hafta / mahina
Baad mein Combo par aa sakte hain
Daam poochein

Add-ons

Plan ke upar, jab zaroorat ho
🛵 Online OrderingDelivery / Pickup link
🍬 DukaanMithai, stock, Counter QR
🎁 OffersChhoot + Blind gift
📄 PDF menuPaid designs
🎨 Dukaan themeCustomer menu ke rang
Kai add-on ka 3 din free try
Daam poochein
Kyun SuchiScan

Bharat ke restaurant ke liye bana

Koi commission nahiHar order ka paisa aapka. Sirf plan ka fixed daam.
Desi zaroorat samajhta haiHinglish aur Hindi, Half/Full plate, mithai ka wazan, GST.
Google-safe reviewsAsli customer, apne Google account se. Nakli review nahi, koi gating nahi.
Kisi bhi device parPurana laptop, Android phone, tablet — Chrome kaafi hai.
Data surakshitOTP login, har restaurant ka data alag aur band.
Hum saath hainSetup, menu, QR — WhatsApp par seedhi madad.
FAQ

Aapke sawal

Free trial mein kya milta hai?

15 din tak Combo plan ke saare kaam — QR order, POS, kitchen, bill, reviews. Card nahi chahiye.

Mere paas pehle se POS hai — phir bhi kaam aayega?

Haan. Counter par SuchiScan POS se order punch karein, aur usi table ka customer QR se aur item jode — sab usi ek order aur ek bill mein.

Daam kitna hai?

Restaurant ke hisaab se plan aur add-on alag hain. WhatsApp karein, hum sahi plan aur daam batayenge.

Customer ko app download karni padegi?

Nahi. Camera se QR scan, menu browser mein khulta hai. Login ya number nahi chahiye.

Printer chahiye?

Zaroori nahi. Printer ho to bill aur KOT print hote hain.

Mithai ki dukaan bhi chala sakte hain?

Haan — Dukaan add-on se. Sirf dukaan ho to "Sirf Dukaan" mode bhi hai.

Kai branch ek saath?

Abhi ek outlet ke liye. Kai branch aage aayega.

Contact

Humse baat karein

Form bhariye — WhatsApp par message ban kar khul jayega, bas "Send" dabaiye. Aam taur par usi din jawab.

💬 WhatsApp — neeche ka form bhariye ya hare button se seedha message
📍 Etah, Uttar Pradesh, India

Aaj hi apna restaurant digital banaayein

15 din free. Setup mein madad chahiye to WhatsApp karein.